1. Solah Baras Ki Baali Umar… Film: Ek Duje Ke Liye; Lyrics: Anand Bakshi; Music: Laxmikant Pyarelal; Singer: Lata & Anup Jalota The only song in this movie that I like. Sheer Brilliance of Lata, too good! The way she carries you to a ups and downs of love is simply unmatchable.
Koshish Kar Ke Dekh Le, Dariya Saare Nadiya Saari Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam Duniyaa Mein Sab Se Pahale Jisane Ye Dil Diyaa Jis Mein Javaan Ho Kar, Badanaam Ham Hue Milate Rahe Yahaan Hum, Ye Hai Yahaan Likhaa Aisi Nigodi dhani Chunar Ko Salaam 2. Phoolon ka Taaroo… Film: Hare Rama Hare Krishna; Lyrics: Anand Bakshi; Music: RD Burman; Singer: Kishore The best brother-sister song. Melodious music.
I like the entire thought of the concept itself.
Some of the lines are very interesting – “Jisme jawan hokar badnam hum hue, us shahar, us gali, us ghar ko salaam”, “ghoonghat ko tod kar jo sar se sarak gayi, aisi nigodi dhani chunar ko salaam”, “ulfat ke dushmanon ne koshish hazaar ki, phir bhi nahi jhuki jo us nazar ko salaam”
Dil Ki Lagi Nahin Bujhati, Bujhati Hai Har Chingari
Pyaar Teri Pehli Nazar Ko Salaam …
Duniyaa Ke Sabase Pahale Dilabar Ko Salaam
Dil Se Nikalane Vaale Raste Kaa Shukriyaa
Dil Tak Pahunchane Vaalii Dagar Ko Salaam
Pyaar Teri Pahali Nazar Ko Salaam …
Us Shahar, Us Gali, Us Ghar Ko Salaam
Jisne Hamein Milaaye, Jisne Judaa Kiyaa
Us Vaqt, Us Gha.Dii, Us Pahar Ko Salaam
Pyaar Terii Pahalii Nazar Ko Salaam …
Us Likhaavat Ki Je-Ro-Jabar Ko Salaam
Saahil Ke Ret Pe Jo Laharaa Uthaa Ye Dil
Saagar Mein Uthane Vaali Har Lehar Ko Salaam
Yuun Mast Gehari Gehari Aankhon Ki Jheel Mein
Jisane HameN Duboyaa Us Bhanvar Ko Salaam
Ghoonghat Ko Chhod Ke Jo, Sar Se Sarak Gayi
Ulfat Ke Dushmanon Ne Koshish Hazaar Ki
Phir Bhi Nahin Jhukii Jo, Us Nazar Ko Salaaam
Phoolon ka taaron ka, sabka kehna hai Ye na jana duniya ne tu hai kyun udaas, Bholi-bhali japaani gudiya jaisi tu, Jab se meri aankhon se ho gayi tu door Dekho hum tum dono hain ek daali ke phool Jeevan ke dukhon se, yuun darate nahiin hain
Ek hazaaron mein meri behnaa hai
Saari, umar, hamein sang rehna hai
Phoolon…
Teri pyaasi ankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, keh jo kehna hai, ek hazaaron …
Pyaarii-pyaarii jaaduu kii pu.Diyaa jaisii tu,
Daidii kaa mammii kaa, sab kaa kahanaa hai, ek hazaaron …
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor
Aankhon mein neend naa, man mein chainaa hai, ek hazaaron …
Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool
Aa mere paas aa, keh jo kehnaa hai, ek hazaaron …
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sehnaa hai, ek hazaaron …
Film: Masoom, Lyrics: Gulzar, Music: RD Burman, Singer: Lata
Ek din zindagi ke ro-baru aa baithe, zindagi ne poocha – dard kya hai, kyun hota hai, kahan hota hai ye bhi to pata nahi chalta
Tanhai kya hai akhir, kitne log to hain yehan – phir tanah kyun ho
Mere chehra dekh kar zindagi ne kaha – main tumhari judwa hoon mujhse naraaz na hua karo
What a poetry! Brilliant. “Jeene ke liye socha hi nahi dard sambhalne honge, muskurayen to muskurane ke karz utaarne honge” – so true.
And how beautifully describes ——”Aaj agar bhar aayi hai, boonde baras jayengi, kal kya pata inke liye aankhen taras jayengi, jane kab gum hua, kahan khoya, ek aanso chhupa ke rakha tha”. Watch Shabana’s brilliant performance.
Tujhse naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main Jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalne honge Aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi Zindagi tere gum ne hamain rishte naye samjhaye 4. Hum Tumhe Chahte … Film: Qurbani, Lyrics: Indeewar, Music: Kalyanji Anandji, Singer: Manhar Udhas Very good music and fantastic first line. Firoz Khan was always good with his music. Naseeb insaan ka, naseeb insaan ka Hum tumhe chaahte hain aise Rooth jaao agar tum to kya ho Zara poochho to mera iraada Zindagi bin tumhaare adhoori 5. Mera Jeevan Kora… Film: Kora Kagaz; Lyrics: MG Hashmat; Music: Kalyanji Anandji; Singers: Kishore Lonliness described beautifully. Don’t know why the song was sung by Kishore and picturised on Jaya Bahaduri.
Tere masoom sawalon se pareshaan hoon main
Muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge
Muskuraoon kabhi to lagta hai
Jaise honton pe karz rakhaa hai
Tujhse naraaz…
Kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi
Jane kab gum hua, kahan khoya, ek aanso chhupa ke rakha tha
Ek aansu chhupake rakha tha
Tujhse naraaz…
Mile jo hamein dhoop main mile chhaanv ke thande saaye
Tujhse naraaz…
Naseeb insaan ka chaahat se hi sanwarta hai
Kya bura is mein kisi par jo koi marta hai
Marne waala koi zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chaahte hain aise
Pal mein aise lage, jism se jaan jaise judaa ho
Hum tumhe chaahte hain aise
Mujhe kisse hai pyar, mera dil ka hai kaun shehzaada
Zara poochho to mera iraada
Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Voh khuda to nahin, par zamaane mein sab se judaa hai
Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Tumko paa loon agar, har kami meri ho jaaye poori
Zindagi bin tumhaare adhoori
Le chalenge tumhe hum vahan par
Tanhaai sanam shehnaai ban jaaye jahan par
Hum tumhe chaahte hain aise
Marne waala koi zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chaahte hain aise
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Jo likha tha aansoon sang beh gaya
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Ik hawa jhoonka aaya
Tuut dali se phool
Na pavan ki na chaman ki
Kiski hai ye bhool
Kho gayi kho gayi
Khushboo hawa mein kuch na reh gaya
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Udte panchi ka thikana
Mera na koijahan
Na dagar hai na khabar hai
Jana hai mujhko kahan
Ban ke sapna
Humsafar ka saath reh gaya
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Dukh ke andar sukh ki jyoti
Dukh hi sukh ka gyan
Dard sah ke janm leta
Har koi insan
Vo sukhi hai
Jo khushi se dard sah gaya
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya